एक प्यार की कहानी -EK PYAR KI KAHANI (4)
Aisa lagta hai ki Wo Hamse bat karna chahte hain, magar shayad Unki Himmat Nhi Ho rahi hai Ki Aakar Hamse bat Kare Unki hichkichahat aur chuppi, unke dil ki baatein keh rahi hai, jaise ek anokhi kahani jo abhi shuru hone wali hai. Shayad wo ek doosre se kuch kehna chahte hain, lekin sharm ya dar unhein rok raha hai. Is tarah ki hichkichahat aur chuppi ,jaise do anjaane dil ek doosre ke paas aane ki tadap mein jhijhakte hain.
Comments
Post a Comment